Wednesday 3 December 2014

Things are Moving Out



Veteran actor and filmmaker Deven Verma passed away in Pune on Tuesday at 2 am, following a cardiac arrest.
Amol Paleker , Utpal Dutt , Devan Verma , Utpal Dutt and Farooq Shaikh ..my favorite actors .
I am losing them one by one . It was always simple and natural comedy by them .
His roles in Gool Maal , Baato Baato Me , Angoor has been wonderful .
Its difficult to enjoy the moves any more  :(

I am recalled of few lines by Ghalib :


Koi Ummeed Bar Nahin Aati
Koi Surat Nazar Nahin Aati

Maut Ka Ek Din Muayyan Hai
Nind Kyun Raat Bhar Nahin Aati

Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi
Ab Kisi Baat Par Nahin Aati

Jaanta Hoon Sawaab-E-Taat-O-Zahad
Par Tabiyat Idhar Nahin Aati

Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hoon
Warna Kya Baat Kar Nahin Aati

Kyun Na Chikhoon Ki Yaad Karte Hain
Meri Aawaaz Gar Nahin Aati

Daag-E-Dilagar Nazar Nahin Aata
Bu Bhi Ai Chaaragar Nahin Aati

Ham Wahaan Hain Jahaan Se Ham Ko Bhi
Kuch Hamaari Khabar Nahin Aati

Marte Hain Aarzu Main Marne Ki
Maut Aati Hai Par Nahin Aati

Kaaba Kis Munh Se Jaaoge ‘Ghalib’
Sharm Tumko Magar Nahinaati - See more at: http://www.urdushayari.in/2011/09/ghalib-koi-ummeed-bar-nahin-aati.html#sthash.0gZSZErN.dpuf

 Koi Ummeed Bar Nahin Aati
Koi Surat Nazar Nahin Aati

Maut Ka Ek Din Muayyan Hai
Nind Kyun Raat Bhar Nahin Aati

Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi
Ab Kisi Baat Par Nahin Aati

Jaanta Hoon Sawaab-E-Taat-O-Zahad
Par Tabiyat Idhar Nahin Aati

Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hoon
Warna Kya Baat Kar Nahin Aati

Kyun Na Chikhoon Ki Yaad Karte Hain
Meri Aawaaz Gar Nahin Aati

Ham Wahaan Hain Jahaan Se Ham Ko Bhi
Kuch Hamaari Khabar Nahin Aati

Marte Hain Aarzu Main Marne Ki
Maut Aati Hai Par Nahin Aati

Kaaba Kis Munh Se Jaaoge ‘Ghalib’
Sharm Tumko Magar Nahinaati

ahin Aati

Daag-E-Dilagar Nazar Nahin Aata
Bu Bhi Ai Chaaragar Nahin Aati

Ham Wahaan Hain Jahaan Se Ham Ko Bhi
Kuch Hamaari Khabar Nahin Aati

Marte Hain Aarzu Main Marne Ki
Maut Aati Hai Par Nahin Aati

Kaaba Kis Munh Se Jaaoge ‘Ghalib’
Sharm Tumko Magar Nahinaati - See more at: http://www.urdushayari.in/2011/09/ghalib-koi-ummeed-bar-nahin-aati.html#sthash.0gZSZErN.dpuf

No comments:

Post a Comment