Thursday 8 October 2015

उनके देखे से ....



"Ghalib" .....no one is even close to him . The way he describes life , it just touches you within . I have been listening to Ghalib songs from my childhood as papa is a great fan of Ghazals and he still is . Came across once such ghazal today and its just ........


unke dekhe se jo aa jaatee hai munh par raunaq
woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai

dekhiye paate hain ushshaaq buton se kya faiz ?
ik birahaman ne kaha hai, ke yeh saal achcha hai
ushshaaq : lovers
faiz : profit 

hamko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
dil ke khush rakhne ko, ‘Ghalib’ yeh khayaal achcha hai

No comments:

Post a Comment